Kuch Kuch Hone Laga Lyrics | Dhake Ki Malmal | Madhubala, Rajan Haksar | Asha Bhosle, Shamshad Begum | Omkar Prasad Nayyar

Kuch kuch hone laga
Mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha
Ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga
Mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha
Ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga

Aaj ye kiski ada
Mujhko tadpane lagi
Kyu najar jhukne lagi
Chal lahrane lagi
Aaj ye kiski ada
Mujhko tadpane lagi
Kyu najar jhukne lagi
Chal lahrane lagi
Cha gaya dil pe
Mere ek andaz naya
Dubkiya lene laga
Dil me ek raz naya
Dil me ek raz naya
Kuch kuch hone laga
Mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha
Ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga

Dekh hamse na chipa
Ye hasi raz hai kya
Hamse aankhe to mila
Iska jara naz hai kya
Dekh mat ched mujhe
Mujhko itna sa sata
Ye mera hal hai kya
Ye kuch tu hi bata
Haye kuch tu hi bata
Kuch kuch hone laga
Mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha
Ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga.

MovieDhake Ki Malmal
SingerAsha Bhosle, Shamshad Begum
DirectorJ.K. Nanda
Music ComposerOmkar Prasad Nayyar
LyricistJan Nisar Akhtar
Star CastMadhubala, Rajan Haksar, Jagdeep, Jeevan, Kishore Kumar, Shyam Kumar, Raj Mehra, Om Prakash, Sajjan, Ulhas
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *