Pyaar toh hai ik khaali botal dil hai ek tuta paimaana
Ghunt jeher ka peeta jaaye log kahe jisko deewaana
Koi aashiq toh koi deewaana bana
Koi aashiq toh koi deewaana bana
Koi aashiq toh koi deewaana bana
Pyaar jab bhi huwa ik fasaana bana fasaana bana
Koi aashiq toh koi deewaana bana
Koi aashiq toh koi deewaana bana
Pyaar jab bhi huwa ik fasaana bana fasaana bana
Kori thi ulfat ki kitaabein are hamane bada ehsaan kiya
Chaahat ke inn afsaano ko hamne lahu se rang diya
Kitni jaane gayi kitne ruswa huye
Kitni jaane gayi kitne ruswa huye
Tamaashe mohabbat mein kya kya huye kya kya huye
Na bacha koi har dil nishaana bana
Na bacha koi har dil nishaana bana
Pyaar jab bhi huwa ik fasaana bana fasaana bana
Deewaar agar majbut ho toh aandhi bhi yahaan ruk jaati hai
Taakat ke aage duniya ki har ik shai chhup jaati hai
Jung-e-ulfat mein toh log marte nahi
Jung-e-ulfat mein toh log marte nahi
Phir bhi maane nahi aahein bharte rahe bharte rahe
Ishq kurbaaniyon ka taraaana bana
Ishq kurbaaniyon ka taraaana bana
Pyaar jab bhi huwa ik fasaana bana fasaana bana
Koi aashiq toh koi deewaana bana
Koi aashiq toh koi deewaana bana
Pyaar jab bhi huwa ik fasaana bana fasaana bana
| Movie | Betaaj Badshah |
| Singer | Sudesh Bhosle, Kavita Krishnamurthy |
| Director | Iqbal Durrani |
| Music Composer | Anand Milind |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Raj Kumari, Shatrughan Sinha, Mamta Kulkarni, Jay Mehta, Mukesh Khanna, Prem Chopra, Rakesh Bedi, Gulshan Grover, Ajit, Mahesh Anand, Maya Alagh, Deepshikha, Mukri, Suresh Chatwal, Neelam Mehra, Jairaj, Pappu Polyster, Birbal, Manmouji, Rana Jung Bahadur |

