Koyaliyaa Bole Kuhu Kuhu Lyrics | Hatya – The Murder | Ahmed Mirza, Kavita Krishnamurthy | Nadeem Shravan

Koyaliyaa Bole Kuhu Kuhu Lyrics | Hatya – The Murder | Ahmed Mirza, Kavita Krishnamurthy | Nadeem Shravan

Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu
Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu
Bagiyan me more naache
Paanv me ghunghru baaje
Chham chham
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Sang pawan ke haay raam
Haay raam
Sang pawan ke haay raam
Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

Main bhi diwaani
Tu bhi diwana
Bhed ye man ka koi na jana
Ho main bhi diwaani
Tu bhi diwana
Bhed ye man ka koi na jana
Panchhi van me chehakte hai
Arma dil me machalte hai
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Sang pawan ke haay raam
Haay raam
Sang pawan ke haay raam
Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

Kaliyon ne muskaan bhari hai
Phulo par shabnam bikhari hai
Kaliyon ne muskaan bhari hai
Phulo par shabnam bikhari hai
Baag me jaise bijli giri hai
Dil me ek halchal si machi hai
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Sang pawan ke haay raam
Haay raam
Sang pawan ke haay raam
Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu
Bagiyan me more naache
Paanv me ghunghru baaje
Chham chham
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Sang pawan ke haay raam
Haay raam
Sang pawan ke haay raam
Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu
Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

MovieHatya - The Murder
SingerAhmed Mirza, Kavita Krishnamurthy
DirectorKader Kashmiri
Music ComposerNadeem Shravan
Star CastAkshay Kumar, Varsha Usgaonkar, Naveen Nischol, Johny Lever, Laxmikant Berde, Rajendra Gupta, Raza Murad, Harish Patel, Pankaj Berry, Reema Lagoo, Sudhir

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *