Koi Toh Meree Fariyad Sun Le Lyrics | Tujhe Meri Kasam | Sadhana Sargam, Udit Narayan | Viju Shah

Jaise kismat kaa hota hai sitara
Waise leharo kaa hota hai kinara
Mai bhee yahee sochhu, kahee koi mil jaye
Yu hee mere bhee dil kaa sahara
(Koi toh meree fariyad sun le, koi toh mere jajbat sun le
Koi toh sun le mere tarane, koi toh mujhko apna bhee mane) – (2)

Mulakat ho usase pehle yaro, phir mile dostee me hath yaro – (2)
Kuchh bat ho phir bhee lekin mai, chaye khayalo par mere
Aisa koi mere yara dikhjaye agar chehra pyara
Koi toh meree fariyad sun le, koi toh mere jajbat sun le
Koi toh sun le mere tarane, koi toh mujhko apna bhee mane
Jaise kismat kaa hota hai sitara
Waise leharonkaa hota hai kinara
Mai bhee yahin sochhu kahee koi mil jaye
Yu hee mere bhee dil kaa sahara

Har din yeh samjha mere dil ko, ek roj payenge ham sahil ko – (3)
Badal se chand niklega, kismat kaa sitara chamkega
Aikash yu hee ho jaye agar, paddle woh jara meree bhee najar
Ha koi toh meree fariyad sun le, koi toh mere jajbat sun le
Koi toh sun le mere tarane, koi toh mujhko apna bhee mane
Ha koi toh meree fariyad sun le, koi toh mere jajbat sun le

MovieTujhe Meri Kasam
SingerSadhana Sargam, Udit Narayan
Music ComposerViju Shah
LyricistMehboob

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *