Koi dukhiyari aayi tore dwar
Koi dukhiyari aayi tore dwar
Raja sun mere man ki pukar re
Raja sun mere man ki pukar
Mera pahla hi pahla hai pyar
Raja sun mere man ki pukar re
Raja sun mere man ki pukar
Bekasur hai ye mora bhola balam
Bekasur hai ye mora bhola balam
Mere ruh ki kasam jara karna raham
Main rahungi main rahungi tera darbar
Raja sun mere man ki pukar
| Movie | Andher Nagri Chaupat Raja |
| Singer | Sudha Malhotra |
| Director | Shamim Bhagat |
| Music Composer | Avinash Vyas |
| Lyricist | Bharat Vyas |
| Star Cast | Chitra, B M Vyas, Uma Devi, Gope David, Amarnath |

