Koi Dil Dukhaye Na Kisi Ka Lyrics  | Stuntman | Jackie Shroff, Zeba Bakhtiyar | Sonu Nigam | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Koi Dil Dukhaye Na Kisi Ka Lyrics | Stuntman | Jackie Shroff, Zeba Bakhtiyar | Sonu Nigam | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Koi dil dukhaye na aise kisi ka
Koi dil dukhaye na aise kisi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka
Koi chain yun na churaye kisi ka
Koi chain yun na churaye kisi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka

Gulaabo ki daali pe kaante khile hain
Bolu bhi kyaa hoth mere seele hain
Gulaabo ki daali pe kaante khile hain
Bolu bhi kyaa hoth mere seele hain
Mujhe toh mohabbat mein aansu mile hain
Mila hain seela kyaa mujhe dosti kaa
Mila hain seela kyaa mujhe dosti kaa
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka

Judaai ki raaton mein dashne lagi hain
Ye bechain hoke barsne lagi hain
Judaai ki raaton mein dashne lagi hain
Ye bechain hoke barsne lagi hain
Ghata banke palpal barsane lagi hain
Ke aalam na puchho meri bebasi kaa
Ke aalam na puchho meri bebasi kaa
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka

Koi dil dukhaye na aise kisi ka
Koi chain yun na churaye kisi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri zindagi ka.

MovieStuntman
SingerSonu Nigam
DirectorDeepak Balraj Vij
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistSameer
Star CastJackie Shroff, Zeba Bakhtiyar, Shakti Kapoor, Reeta Bhaduri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *