Koi dekhe mujhe to main titali hoon
Koi dekhe mujhe to main titali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
Koi dekhe mujhe to main titali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
Main naajuk hoon tasveero si
Majbut magar zanjeero si
Main naajuk hoon tasveero si
Majbut magar zanjeero si
Meri ek nazar sau teero si
Mat socho akeli hoon ikali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
Parbat se na baadal takraye
Mere saamne hargiz na aaye
Parbat se na baadal takraye
Mere saamne hargiz na aaye
Mere dushman ghar mein chhup jaaye
Kyunki main aaj ghar se nikali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
Koi dekhe mujhe to main titali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
Koi chhede mujhe to main bijali hoon
| Movie | Khoon Bahaa Ganga Mein |
| Singer | Alka Yagnik |
| Director | Praveen Bhatt |
| Music Composer | Anand Milind |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Aditya Pancholi, Amrita Singh, Avtar Gill, Suresh Oberoi, Annu Kapoor, Bharat Kapoor |

