Koi Bhi Dil Me Na Aaya Tha, Najro Se Sabki Bachya Tha Lyrics | Laparwah | Chandrani Mukherjee, Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Koi Bhi Dil Me Na Aaya Tha, Najro Se Sabki Bachya Tha Lyrics | Laparwah | Chandrani Mukherjee, Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Koi bhi dil me na aaya tha najro se sabki bachaya tha
Tumhe jo dekh kar hua diwana kaha na mana mera
Koi bhi dil me na aaya tha najro se sabki bachaya tha
Tumhe jo dekha hua diwana kaha na mana mera

Diwana jo bhi hua na kabhi pyar me
Bekar aana hua uska sansar me
Diwana jo bhi hua na kabhi pyar me
Bekar aana hua uska sansar me
Jise bhi chaha use hi paya yahi to dil chahta
Koi bhi koi bhi dil me na aaya tha
Dil me na aaya tha
Najro se
Najro se sabki bachaya tha
Sabki bachaya tha
Tumhe jo dekha hua diwana kaha na mana mera

Ab tum kabhi bhi dur hona na mujhse sanam
Har bar tujhse hi milne ko lenge janam
Ab tum kabhi bhi dur hona na mujhse sanam
Har bar tujhse hi milne ko lenge janam
Karu ye wada ke ye irada kabhi bhi na badlenge hum
Koi bhi koi bhi dil me na aaya tha
Dil me na aaya tha
Najro se
Najro se sabki bachaya tha
Sabki bachaya tha
Tumhe jo dekha hua diwana kaha na mana mera

MovieLaparwah
SingerChandrani Mukherjee, Kishore Kumar
DirectorRavikant Nagaich
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistRamesh Pant
Star CastMithun Chakraborty, Ranjeeta, Satyen Kappu, Iftekhar, Jeevan, Shakti Kapoor, Prema Narayan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *