Koi Baat Nahi Lyrics | Yeh Naya Naya (Album) | Sadhana Sargam

Koi Baat Nahi Lyrics | Yeh Naya Naya (Album) | Sadhana Sargam

Koi baat nahi
Kya baat hai ye
Har baat pe dil dhadke hai
Is dil me kahin
Din raat magar
Ek shola sa bhadke hai
Har ghadi bekali si
Main phiru manchali si
Pyaar hai gar yahi
To ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya

Koi baat nahi
Kya baat hai ye
Har baat pe dil dhadke hai
Is dil me kahin
Din raat magar
Ek shola sa bhadke hai
Har ghadi bekali si
Main phiru manchali si
Pyaar hai gar yahi
To ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya

Raaton ki khamoshi me kare dil dillagi
Phir leke karwaten
Jagaaye aashiqi
Raaton ki khamoshi me kare dil dillagi
Phir leke karwaten
Jagaaye aashiqi
Jaag ke so na pau
Soch ke mushkuraau
Pyaar hai gar yahi
To ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya
Koi baat nahi
Kya baat hai ye
Har baat pe dil dhadke hai
Is dil me kahin
Din raat magar
Ek shola sa bhadke hai
Har ghadi bekali si
Main phiru manchali si
Pyaar hai gar yahi
To ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya

Hotho pe yaad si
Ye kahaan se aa gayi
Ye kiski yaad si
Tarana ga gayi
Hotho pe yaad si
Ye kahaan se aa gayi
Ye kiski yaad si
Tarana ga gayi
Aa gaya chain jaisa
Ho gaya haal kaisa
Pyaar hai gar yahi
To ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya
Koi baat nahi
Kya baat hai ye
Har baat pe dil dhadke hai
Is dil me kahin
Din raat magar
Ek shola sa bhadke hai
Har ghadi bekali si
Main phiru manchali si
Pyaar hai gar yahi
To ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya

Mujhe ye ho gaya haan
Mujhe ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya
Mujhe ye ho gaya

MovieYeh Naya Naya (Album)
SingerSadhana Sargam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *