Kitna pyar tumhe karte hai aaj hame malum huwa

Jeete nahi tum par marte hai aaj hame malum huwa

Idhar aao ke deewana tumhara hamko banana hai

Ham in baaho me kho jaye hamari bhi tamanna hai
Kiske liye ab tak tarse hai aaj hame malum huwa
Kitna pyar tumhe karte hai aaj hame malum huwa
Jeete nahi tum par marte hai aaj hame malum huwa
Kitna pyar tumhe karte hai aaj hame malum huwa
Wahi tum ho magar kyun tum pe itna hamko pyar aaya

Tumhare paas main bhi aaj itna bekrar aaya
Kiske liye maare firte hai aaj hame malum huwa
Kitna pyar tumhe karte hai aaj hame malum huwa
Kitna pyar tumhe karte hai aaj hame malum huwa
Jeete nahi tum par marte hai aaj hame malum huwa
| Movie | Ek Ladka Ek Ladki |
| Singer | Sadhana Sargam, Kumar Sanu |
| Director | Vijay Sadanah |
| Music Composer | Anand Milind |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Salman Khan, Neelam Kothari, Anupam Kher, Asrani, Shobha Khote, Tiku Talsania, Javed Khan, Sumeet |