Kitaab E Dard Me Likha Lyrics  | Sultana | Gul Hamid, Zarina | Akbar Khan Peshawari

Kitaab E Dard Me Likha Lyrics | Sultana | Gul Hamid, Zarina | Akbar Khan Peshawari

Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Bakur e yaas o hasarat
Se bharaa dil ka khazana hai
Kitaab e dard me li

Na ek lamhaa haa bhi jaa
Laayaa kabhi is dar e faani me
Milaa mauqaa jise mujhako
Banata wo nishana hai
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Bakur e yaas o has

Umide mit mit gayi saari falaq
Ki ye bhi zaribi se hai
Jise apna samajhata tha hua
Wo bhi begana hai
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Kitaab e dard me likha.

MovieSultana
SingerAkbar Khan Peshawari
DirectorAbdul Rashid Kardar
Star CastGul Hamid, Zarina, Mazhar Khan, Indubala, V Pahelwan, Nawab, Athar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *