Kismat Agar Hai Sath Tumhare To Kya Hua Lyrics | Chandrakanta | Asha Bhosle | N Datta

Kismat Agar Hai Sath Tumhare To Kya Hua Lyrics | Chandrakanta | Asha Bhosle | N Datta

Kismat agar hai sath tumhare to kya hua
Kismat agar hai sath tumhare to kya hua
Ha bebas hai hum nasib ke mare to kya hua
Kismat agar hai sath tumhare to kya hua

Ho jaldi nahi hai kahi ruk pal kabhi
Ho jaldi nahi hai kahi ruk pal kabhi
Ruk pal kabhi hawa
Kashti bhawar me le kar hare to kya hua
Kashti bhawar me le kar hare to kya hua
Ha kismat agar hai sath tumhare to kya hua

Hum apno ko na dekh na payenge fir unhe
Hum apno ko na dekh na payenge fir unhe
Berang ho gaye hai najare to kya hua
Berang ho gaye hai najare to kya hua
Kismat agar hai sath tumhare to kya hua

MovieChandrakanta
SingerAsha Bhosle
DirectorG P Sippy
Music ComposerN Datta
LyricistSahir Ludhianvi
Star CastBharat Bhushan, Bina Roy, Bipin Gupta, Hiralal, B M Vyas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *