Kisko kahe ham apna logo ka wo khudara
Kisko kahe ham apna logo ka wo khudara
Dusman se bad kar nikla jo yar tha hamara jo yar tha hamara
Kisko kahe ham apna logo ka wo khudara
Dusman se bad kar nikla jo yar tha hamara jo yar tha hamara
Chahe jo hamko lute aise to ham nahi the
Dusman bhi jante hai ham kam nahi kisi se
Chahe jo hamko lute aise to ham nahi the
Dusman bhi jante hai ham kam nahi kisi se
Par kya kare ke usne apna bana ke mara
Dusman se bad kar nikla jo yar tha hamara jo yar tha hamara
Ik or bhi hai jisne khakar wafa ki kasme
Jalim ne tod dali sab dosti ki rasme
Ik or bhi hai jisne khakar wafa ki kasme
Jalim ne tod dali sab dosti ki rasme
Nada hai ham jo samjhe apna use dobara
Dusman se bad kar nikla jo yar tha hamara jo yar tha hamara
Hamko kasam hai ab jo uski gali me jaye
Toba hai us taraf jo ham ankh bhi uthaye
Tum dekho ya na dekho ye dikhati yar tumko
Dikhlayenge tamasa ab ham bhi yar tumko
Khul kar karo meri jaa karti ho kya isara
Dusman se bad kar nikla jo yar tha hamara jo yar tha hamara
Kisko kahe ham apna logo ka wo khudara
Dusman se bad kar nikla jo yar tha hamara jo yar tha hamara
| Movie | Zamaana |
| Singer | Mohammed Aziz |
| Director | Ramesh Talwar |
| Music Composer | Usha Khanna |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Rajesh Khanna, Ranjeet, Poonam Dhillon, Rishi Kapoor, Om Puri, Asha Lata, Avtar Gill, Satyen Kappu, Girish Karnad, Kulbhushan Kharbanda, Mac Mohan, Yunus Parvez, Sharat Saxena, Gurubachan Singh, Piloo Wadia |

