khwaab Lyrics | Emiway Bantai

khwaab Lyrics | Emiway Bantai

Chhoda Tha Chhat Phir Bhi Bade-Bade Khwaab Dekh Rahe the
Log Humse Khaali Apna Laabh Dekh Rahe the
Kaise Bolun Tujhe Kabhi Maine Kiya Nahi Complain
Chubh Rahe the Kaante Phir Bhi Hum Gulaab Dekh Rahe the

Asli Chehra Dikha Diya Humein Sabne
Humein Laga Hum Hi Khud Yahaan Pe Sab Kuch Saaf Dekh Rahe the
Gulmohar Ke Is Baat Ka Aaj Mitti Ke Oopar Hai
Kal Mitti Mein Mil Jaayega Dil Saaf Kar Le Be

Wish You Find Somebody Jiske Saath You Can Fly to Paris
Main Pahuncha Aaya Yahaan Pe Khaali Karke Baggage
Middle Class Boy Life Hua Lavish Stage Pe Main Travis

Kahaan Gayi Woh Pehle Waali Yaariyaan?
Sabke Sar Pe Kaafi Zimmedaariyaan
Scooty Pe Chaar-Paanch Dost Ghoomte the
Ab Akela Aage-Peeche Bas Gaadiyaan

Koi Nahi Poochha Hoga Tujhse Kaise Hai?
Bas Poochhenge Ye Boy Ke Jeb Mein Paisa Hai?
Kaisa Kar Raha Feel Kise Farq Nahi?
Kya Karein Zamaana Hi Yahaan Aisa Hai?

Wish You Find Somebody Jiske Saath You Can Fly to Paris
Main Pahuncha Aaya Yahaan Pe Khaali Karke Baggage
Middle Class Boy Life Hua Lavish Stage Pe Main Travis

Kahaan Gayi Woh Pehle Waali Yaariyaan?
Sabke Sar Pe Kaafi Zimmedaariyaan
Scooty Pe Chaar-Paanch Dost Ghoomte the
Ab Akela Aage-Peeche Bas Gaadiyaan

SingerEmiway Bantai
Music ComposerMemax
LyricistEmiway Bantai
LabelEmiway Bantai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *