Khushiyo ka zamana bit gaya
Khushiyo ka zamana bit gaya
Majbur mohabbat roti hai
Roti hai
Nashad hai tu nashad hu main
Nashad hai tu nashad hu main
Kismat dono ki soti hai
Soti hai
Khushiyo ka zamana bit gaya
Khushiyo ka zamana bit gaya
Barbad udhar tera dil hai
Barbad udhar tera dil hai
Roti hai idhar meri aankhe
Meri aankhe
Wo kaunsi duniya hai jisme
Wo kaunsi duniya hai jisme
Aabad mohabbat hoti hai
Hoti hai
Khushiyo ka zamana bit gaya
Khushiyo ka zamana bit gaya
Majbur mohabbat roti hai
Roti hai
Khushiyo ka zamana bit gaya
Khushiyo ka zamana bit gaya
Tu gham ki kahani kahta ja
Tu gham ki kahani kahta ja
Jo dard mila hai sahta ja
Sahta ja
O dard ke maare dekhe ja
O dard ke maare dekhe ja
Taqdeer kahan tak soti hai
Soti hai
Khushiyo ka zamana bit gaya
Khushiyo ka zamana bit gaya
Majbur mohabbat roti hai
Roti hai
Khushiyo ka zamana bit gaya
Khushiyo ka zamana bit gaya
| Movie | Kanchan |
| Singer | Suraiya |
| Director | Brij Sharma |
| Music Composer | Husnlal Bhagatram |
| Lyricist | Rajinder Krishan |
| Star Cast | Jairaj, Suraiya, Raj Mehra, Ranjana, Sapru, Ajit |

