Khuda Wahi Hai Lyrics | Kavita Seth

Khuda Wahi Hai Lyrics | Kavita Seth

badal raha hai jo shab sahar mein
khuda wahi hai khuda wahi hai
hai jiska jalwa nazar-nazar mein
khuda wahi hai, khuda wahi hai
Jo Dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta hai
Jo Dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta hai

Jo jaano dil hai aur jigar hai
khuda wahi hai, khuda wahi hai
khuda wahi hai, khuda wahi hai

Jo phool khushboo gulab mein hai
zameen falak aaftab mein hai
hai jiski rangat shajar shajar mein
khuda wahi hai khuda wahi hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *