Khuda kare
Khuda kare ke mohabbat me voh makaam aaye
Khuda kare ke mohabbat me voh makaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ho o o
Koi mita na sake dil ke is fasane ko
Koi mita na sake dil ke is fasane ko
Karu main yaad tujhe bhul ke jamane ko
Uthe jo meri nazar tera hi salaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ho o o
Diwanepan ka nasha saari umar na utre
Diwanepan ka nasha saari umar na utre
Wafa ki bandgi mein apni zindagi gujre
Diwane dil ki tadap kuch to tere kaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ho o o
| Movie | Sanam |
| Singer | Sadhana Sargam |
| Director | Aziz Sejawal |
| Music Composer | Anand Milind |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Vivek Mushran, Asrani, Kader Khan, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Gulshan Grover, Rami Reddy, Reema Lagoo, Dilip Tahil, Maya Alagh, Birbal, Dinesh Hingoo, Harish Patel |

