Khuda Bhi Aasamaan Se Jab Zamin Par Dekhata Hoga Lyrics | Dharti | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Khuda Bhi Aasamaan Se Jab Zamin Par Dekhata Hoga Lyrics | Dharti | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

??khuda bhi aasmaa se jab zami par dekhta hoga
Khuda bhi aasmaa se jab zami par dekhta hoga
Mere mahabub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasmaa se jab zami par dekhta hoga
Mere mahabub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasmaa se

Mushavir khud paresha hai ki ye tasvir kiski hai
Banogi jiski tum aisi hasi taqdir kiski hai
Kabhi wo jal raha hoga
Kabhi khush ho raha hoga
Khuda bhi aasmaa se jab zami par dekhta hoga
Mere mahabub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasmaa se

Zamane bhar ki masti ko ne sameta hai
Gale se zism ko kitni bahaaro me lapeta hai
Hua tum sa koi pahle na koi dusra hoga
Khuda bhi aasmaa se jab zami par dekhta hoga
Mere mahabub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasmaa se

Farishte bhi yaha raato ko aakar ghumte hoge
Jaha rakhti ho tum paaw
Jagah wo chumte hoge
Kisi ke dil pe kya guzri
Ye wo hi janta hoga
Khuda bhi aasmaa se jab zami par dekhta hoga
Mere mahabub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasmaa se

MovieDharti
SingerMohammed Rafi
DirectorSridhar
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistRajendra Krishan
Star CastRajendra Kumar, Waheeda Rehman, Kum Kum, Ajit, Balraj Sahni, Kamini Kaushal, Rajendra Nath, Sudesh Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *