Khoya Khoya Rehta Hai Lyrics  | Ishqbaaaz | Nakuul Mehta, Kunal Jaisingh | Bhaven Dhanak, Pamela Jain | Sanjeev Srivastava

Khoya Khoya Rehta Hai Lyrics | Ishqbaaaz | Nakuul Mehta, Kunal Jaisingh | Bhaven Dhanak, Pamela Jain | Sanjeev Srivastava

O jaana, o jaana..
O jaana..
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah

O jaana, o jaana..
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana..
Ishq hai aansu ishq hai naghma
Ishq sukun hai raahat hai
Ishq hai sehra ishq hai dariya
Ishq junoon hai zahmat hai

O jaana, o jaana..
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana..
Ishq hai aansu ishq hai naghma
Ishq sukun hai raahat hai
Ishq hai sehra ishq hai dariya
Ishq junoon hai zahmat hai

Tanha adhoora sa, khaamosh lamha sa
Tehra hua hai dil yahaan
Mehsus kar le tu, jazbaat ki khushboo
Khud se karun kya mai bayaan

Dard hai jo halka sa, khaab khaab chalka sa
Tu muskuraaye har jagah

O jaana..
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana..o jaana…

Kis pe karoon zaahir, hai dard kya aakheer
Kyun sukoon mujh se khafa
Betaab lamhon me, benaam aashqon mein
Yeh aaks kis ka ban gaya, ghum ko aazmaane de
Dil ko chot khaane de, kya h chale kuch to pata

O jaana
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana..o jaana o jaana..

MovieIshqbaaaz
SingerBhaven Dhanak, Pamela Jain
DirectorLalit Mohan
Music ComposerSanjeev Srivastava
LyricistShaheen Iqbal
Star CastNakuul Mehta, Kunal Jaisingh, Leenesh Mattoo, Surbhi Chandna, Vrushika Mehta, Neha Lakshmi Iyer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *