Khoya khoya raasta ahista ahista,
Dhoonda yahan dhoonda wahan,
Par mila na mayina,
Iss kadar kho gaye,
Kya pata kahan,
Khud se hi ho gaye,
Lapata kaise hum yahan,
Khoya khoya raasta ahista ahista,
Kabhi socha na tha,
Hum yahan aayenge,
Khud ko iss tarah,
Iss jagah payenge,
Naraaz itna khud se ho jayeinge,
Khoya khoya raasta ahista ahista,
Dhoonda yahan dhoonda wahan,
Par mila na mayina,
Iss kadar kho gaye,
Kya pata kahan,
Khud se hi ho gaye,
Lapata kaise hum yahan,
| Movie | Chef |
| Singer | Shahid Mallya |
| Music Composer | Raghu Dixit |
| Lyricist | Ankur Tewari |
| Star Cast | Padmapriya Janakiraman, Saif Ali Khan |
| Label | T-Series |

