??ho ho ho khoya khoya chaand khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise nind aayegi
Oh o khoya khoya chaand khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise nind aayegi
O ho ho khoya khoya chaand
Masti bhari hawa jo chali
Masti bhari hawa jo chali
Khil khil gayi ye dil ki kali
Man ki gali mein hai khalbali ke unko to bulaao
O ho ho khoya khoya chaand khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise nind aayegi
Oh o khoya khoya chaand
Taare chale
Nazare chale
Taare chale
Nazare chale
Sang sang mere vo saare chale
Chaaro taraf ishare chale
Kisi ke to ho jaao
Oh ho ho khoya khoya chaand khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise nind aayegi
Oh h khoya khoya chaand
Oh oh oh oh oh oh oh
Hum mit chale hai jinke liye
Hum mit chale hai jinke liye
Bin kuch kahe vo chup chup rahe
Koi zara ye unse kahe na aise aazmaao
Oh ho ho khoya khoya chaand khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise nind aayegi
Oh ho ho khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
| Movie | Shaitan |
| Singer | Suman Sridhar |
| Director | Bejoy Nambiar |
| Music Composer | Sachin Dev Burman |
| Lyricist | Shailendra |
| Star Cast | Rajeev Khandelwal, Kalki Koechlin, Shiv Pandit, Raj Kumar Yadav, Gulshan Devaiya, Kirti Kulhari, Rajat Barmecha, Neil Bhoopalam, Pawan Malhotra, Nikhil Chinnappa, Rukhsar, Rajit Kapoor, Sheetal Menon, Shivani Tanksale, Imran Rasheed |

