Khot Kapat Lyrics | Tara | Prakash Prabhakar | Prakash Prabhakar

Khot kapat ke mantra ki duniya paap hapas shadyantra ki duniya

Ye duniya ye duniya ye duniya
Paap khod ka lobh kajag hai ye kya dega nyay bhala

Apne paav ki bedi jo tu
Apne paav ki bedi jo tu pighala ke trishul bana
Khot kapat ke mantra ki duniya paap hapas shadyantra ki duniya
Khot kapat ke mantra ki duniya paap hapas shadyantra ki duniya
Ye duniya ye duniya ye duniya

Jab purusho ke ahankar yug ne har maryada ko tod diya

Tujhe pushp samajh kar prem kiya pairo se kuchal kar chhod diya
Tere bhitar hai maha kaali
Chal bhitar ae maha kaali tu us kaali ko phirse jaga
Khot kapat ke mantra ki duniya paap hapas shadyantra ki duniya
Khot kapat ke mantra ki duniya paap hapas shadyantra ki duniya
Khot kapat ke mantra ki duniya paap hapas shadyantra ki duniya

MovieTara
SingerPrakash Prabhakar
DirectorKumar Raj
Music ComposerPrakash Prabhakar
LyricistTanveer Qazi
Star CastRekha Rana, Rohan Shroff, Sapna P Chuobisha, Brijesh K. Kori, Ujjwala Shikhare, S. C. Makhija, Rohit Raj, Archana Tendulkar, Ashish Salim

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *