??diwane diwane hum
Mastane mastane hum
Khelenge khelenge hum
Jitenge jitenge hum
Khel ke maidan me khelenge
Har aandhi ko jhelenge
Khel ke maidan me khelenge
Har aandhi ko jhelenge
Haar nahi mani jab dil ne
Haar nahi mani jab dil ne
Jeet ke bazi
Jeet ke bazi khelenge
Jeet ke bazi
Jeet ke bazi khelenge
Khelenge khelenge hum
Jitenge jitenge hum
Tere ishq me doob ke jeena
Tere ishq me doob ke marna
Jina to hai uska jina
Jee le jo ishq me marna
Khof nahi jab marne to
Khof nahi jab marne to
Duinya se kya
Duniya se kya darna
Khelenge khelenge hum
Jitenge jitenge hum
Khelenge khelenge hum
Jitenge jitenge hum
Suraj ki tarah hai mahkna
Jadu ki tarah hai pighlna
Kismat ki tarah hai sawrna
Khushiyo ki tarah hai bikhrna
Girna bhi to aisi ada se
Girna bhi to aisi ada se
Jaise gire koi
Jaise gire koi jharna
Diwane diwane hum
Mastane mastane hum
Khelenge khelenge hum
Jitenge jitenge hum
| Movie | Iqbal |
| Singer | Sunidhi Chauhan |
| Director | Nagesh Kukunoor |
| Music Composer | Sukhwinder Singh |
| Lyricist | Subhash Ghai |
| Star Cast | Naseruddin Shah, Girish Karnad, Shreyas Talpade, Kapil Dev, Shweta Prasad, Yatin Karyekar, Prateeksha Lonkar, Elahe Hiptoola, Kittu Gidwani |

