Khel Jo Khele Khilaadi Hai Woh Lyrics | Sirf | Vinod Rathod | Shibani Kashyap

Khel jo khele khilaadi hai woh, jindagi hai yaaro juwa
Sabki tu sun par karna woh dil jo bhi bole tera
Mauke ka le le faayada, hai yahi kaayada
Chaal tu apni hi chalna re, phir aage toh hai khuda

Khel khel khel jo khele khilaadi hai woh, jindagi hai yaaro juwa
Sabki tu sun par karna woh dil jo bhi bole tera

Bolega toh dekhega tu, ?? chalega tu – (2)
Sharam se jo huwa naram, phute karam royega tu
Mauke ka le le faayada, hai yahi kaayada
Chaal tu apni hi chalna re, phir aage toh hai khuda

Chanda kya lutega pyaare, taare kya todega pyaare – (2)
Noto se aankhe chamaki toh, phir kya chanda aur kya taare
Mauke ka le le faayada, hai yahi kaayada
Chaal tu apni hi chalna re, phir aage toh hai khuda

Khel jo khele khilaadi hai woh, jindagi hai yaaro juwa
Sabki tu sun par karna woh dil jo bhi bole tera
Mauke ka le le faayada, hai yahi kaayada
Chaal tu apni hi chalna re, phir aage toh hai khuda

MovieSirf
SingerVinod Rathod
Music ComposerShibani Kashyap
LyricistMehboob, Vipul Saini

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *