Khayal (Shayari) (Title) Lyrics | Khayal (Shayari) | Babbu Maan | Babbu Maan | Babbu Maan

Khayal tera mere paas hai
Khayal tera mere paas hai
Bas tere wazood ki talash hai
Aashiq nache masti mein sli par
Aashiq nache masti mein sli par
Fir ye zamana kyo udaas hai
Naa wo muslim na wo hindu
Naa wo muslim na wo hindu

Dange ki shikar ekk lash hai
Maa ka pashimi punjab mein
Baap kaa janam purabhi punjab mein
Maa ka pashimi punjab mein
Baap kaa janam purabhi punjab mein
Par dono mulakhon ke darmiyan khattas hai
5 fir ho jayenge
5 fir ho jayenge agar siyasat na ho
Satluj, jhelum, ravi, chenab aur panchwa beas hai
Karz ke baad kurki kaise dekhe
Karz ke baad kurki kaise dekhe
Kisaan ke paas aakhri rasta salfaas hai
Behla leta hai dil pathron se
Behla leta hai dil pathron se
Maan teesre darze ka butaraz hai
Khayal tera mere paas hai
Khayal tera mere paas hai
Bas tere wazood ki talash hai….

Beimaan beimaan pind khant maanpur..

MovieKhayal (Shayari)
SingerBabbu Maan
Music ComposerBabbu Maan
LyricistBabbu Maan
Star CastBabbu Maan
LabelSwag Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *