Khata To Jab Ho Ke Hum Lyrics | Dil Ka Kya Kasoor | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Khata To Jab Ho Ke Hum Lyrics | Dil Ka Kya Kasoor | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Khata to jab ho ke ham haal-e-dil kisi se kahe
Khata to jab ho ke ham haal-e-dil kisi se kahe
Khata to jab ho ke ham haal-e-dil kisi se kahe
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi
Khata to jab ho ke ham haal-e-dil kisi se kahe
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi

Amir tu hai
Amir tu hai to itna jara bata de mujhe
Garib main hu magar ye meri khata to nahi
Garib main hu magar ye meri khata to nahi
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi

Tujhe bhi pyar hai
Tujhe bhi pyar hai mujhse main janti hu sanam
Ye baat aur hai mujhse kabhi kaha to nahi
Ye baat aur hai mujhse kabhi kaha to nahi
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi

Har ek pal main har ek pal main tujhe yaad kiya karta hu
Tujhe bhula ke main pal bhar kabhi jiya to nahi
Tujhe bhula ke main pal bhar kabhi jiya to nahi
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi

Khata to jab ho ke ham haal-e-dil kisi se kahe
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi
Kisiko chahte rehna koi khata to nahi

MovieDil Ka Kya Kasoor
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorLawrence D Souza
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistAnwar Sagar
Star CastPrithvi, Divya Bharti, Sanam, Raju Shreshta, Laxmikant Berde, Satyen Kappu, Suresh Oberoi, Subbiraj, Vijay Saxena, Manjeet Kullar, Shehnaz Vahanvati, Yashwant, Aroon Bakshi, Shashi Kiran, Kishore Bhanushali, Lawrence D

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *