Khamosh Nazare Phike Lyrics | Abdullah | Asha Bhosle | Bulo C Rani

Khamosh Nazare Phike Lyrics | Abdullah | Asha Bhosle | Bulo C Rani

Khamosh nazare hain phike phike taare
Khamosh nazare hain phike phike taare
Aakash ke taare hain ki aansu hain hamare
Khamosh nazare hain phike phike taare
Aakash ke taare hain ki aansu hain hamare
Khamosh nazare

Neend hamko nahi
Neend hamko nahi
Aag jigar me jal rhai hain
Aag jigar me jal rahi hain
Aaja tu kaha hain
Jazar tujhe dhundh rahi hain
Heere tut tut ke aankho ke sitare
Heere tut tut ke aankho ke sitare
Aakash ke tare hain ki aansu hain hamare
Khamosh nazare

Dil hain duba hua
Dil hain duba hua
Chand bhi duba ja raha hain
Chand bhi duba ja raha hain
Jis din se bichhad kar
Sanam pardes gaya hain
Gaye ruth ruth ke jeene ke sahare
Gaye ruth ruth ke jeene ke sahare
Aakash ke taare hain ki aansu hain hamare
Khamosh nazare hain phike phike taare
Aakash ke taare hain ki aansu hain hamare
Khamosh nazare

MovieAbdullah
SingerAsha Bhosle
DirectorAakkoo
Music ComposerBulo C Rani
LyricistShewan Rizvi
Star CastMahipal, Shakila, Hiralal, Maruti, Helen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *