Khamakha – Dil Ki Meri Khata Yeh Toh Nahi Lyrics | Aana Dobara | Avadhoot Gupte

Khamakha – Dil Ki Meri Khata Yeh Toh Nahi Lyrics | Aana Dobara | Avadhoot Gupte

Khamakha pedo ka gujarna khamakha raaston ka chalna
Kya hain yunhi kahi girna girke phirse sambhalna
Kya hain dil mein laankhon sawalon ka jalna dil ki mere
Khata yeh toh nahi
Ke maine bataya na kabhi ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyar jatate hai kaise jaana dil ki mere khata yeh toh nahi
Ke maine bataya na kabhi ke tune sataya hai mujhe kitna

Gawah hai yeh asmaan gawa hai hawa
Kisiko na chaha kabhi tumhare siwa
Kyun hain phir yeh tanhaiya kaisi yeh saza
Dil ki mere khata yeh toh nahi ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi ke pyar jatate hai kaise jaana

Kya hai jugnuon ka chamakna raat aate shaamon ka dhalna
Patjhado mein phoolon ka khilna aankhon ki salakhon ka
Dam kya hain dil ki mere khata yeh toh
Nahi ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi ke pyar jatate hai kaise jaana
Dil ki mere khata yeh toh nahi ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi ke pyar jatate hai kaise jaana
Dil ki mere khata yeh toh nahi ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna

MovieAana Dobara
SingerAvadhoot Gupte

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *