Khabardar (zindagi Ka Zayeka) Lyrics | Darna Zaroori Hai | Mona Sarkar, Kunal Ganjawala | Taabhish Romani

Khabardar (zindagi Ka Zayeka) Lyrics | Darna Zaroori Hai | Mona Sarkar, Kunal Ganjawala | Taabhish Romani

Zindagi ka zayeka hota hai majedar
Zindagi sabko yaha milti hai ek baar
Zindagi ka zayeka hota hai majedar
Zindagi sabko yaha milti hai ek baar
Kuch rang jama de
Kuch rang uda de
Tujhme hai jitna josh
Ye sabko dikha de
Beirada jeena yaha hota hai bekar
Khabardar khabardar
Khabardar khabardar
Khabardar khabardar
Khabardar khabardar

Lelo maja har pal ka
Kya hai bharosa kal ka
Lelo maja har pal ka
Kya hai bharosa kal ka
Pal mein badal jayega sama
Teri jawani hai ek dhuwa
Dekhte hi dekhte manjar badal jaye
Jhumte hi jhumte jannat najar aaye
Kaun hai tere aage pichhe
Rehna hoshiyaar
Khabardar khabardar
Khabardar khabardar

Zindagi ka zayeka hota hai majedar
Zindagi sabko yaha milti hai ek baar
Khabardar

Sar pe koi iljam utha
Dil mein jo aaye kar ke dikha
Sar pe koi iljam utha
Dil mein jo aaye kar ke dikha
Sabse hasi hai iski ada
Ye zindagi hai aisa nasha
Tu aaye saamne jhuk jaye ye jaha
Tu jayega jidhar ban jayega raasta
Aate jate haadso ki tej hai raftar
Khabardar khabardar
Khabardar khabardar
Khabardar khabardar
Zindagi ka zayeka hota hai majedar
Zindagi sabko yaha milti hai ek baar
Khabardar khabardar
Khabardar khabardar
Khabardar

MovieDarna Zaroori Hai
SingerMona Sarkar, Kunal Ganjawala
DirectorChakravarthy, Jijy Philip, Manish Gupta, Prawaal Raman, Ram Gopal Varma, Sajid Khan, Vivek Shah
Music ComposerTaabhish Romani
LyricistTaabhish Romani
Star CastAmitabh Bachchan, Riteish Deshmukh, Anil Kapoor, Mallika Sherawat, Randeep Hooda, Suniel Shetty, Sonali Kulkarni, Rajpal Yadav, Arjun Rampal, Bipasha Basu, Makrand Deshpande, Priyanka Kothari, Mohit Alawat, Zakir Hussain, Manoj Pahwa, Rasika Joshi, Shweta

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *