Khaamosh Zindagi Ko Lyrics  | Dil-E-Nadan | Talat Mahmood, Shyama | Jagjeet Kaur | Ghulam Mohammad

Khaamosh Zindagi Ko Lyrics | Dil-E-Nadan | Talat Mahmood, Shyama | Jagjeet Kaur | Ghulam Mohammad

Khaamosh zindagi ko ho ho ho
Khaamosh zindagi ko
Ek afsaanaa mil gayaa
Aji afsaanaa mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa
Khaamosh zindagi ko ho ho ho
Khaamosh zindagi ko
Ek afsaanaa mil gayaa
Aji afsaanaa mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa

Ho ho ho ho ho ho ho ho
Dil mein khumaari
Aankh mein masti jubaan pe geet hon
Masti jubaan pe geet hon
Deewaangi mein kaun
Ye deewaana mil gayaa
Aji deewaana mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa

Ho ho ho ho ho ho ho ho
Kahta hai dil ke hosh
Mein aane ke din gaye
Aane ke din gaye
Aayi bahaar peechhe se
Paimaana mil gayaa
Aji paimaana mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa

Ho ho ho ho ho ho ho ho
Laayaa hai koi mere liye
Dil ki dhadkanen
Dil ki dhadkanen
Nazron ke chaar hote hi
Nazraana mil gayaa
Aji nazraana mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa
Khaamosh zindagi ko ho ho ho
Khaamosh zindagi ko
Ek afsaanaa mil gayaa
Aji afsaanaa mil gayaa
Bhanwre ko phool
Shamaa ko parwaana mil gayaa
Aji parwaana mil gayaa.

MovieDil-E-Nadan
SingerJagjeet Kaur
DirectorAbdul Rashid Kardar
Music ComposerGhulam Mohammad
LyricistShakeel Badayuni
Star CastTalat Mahmood, Shyama, Shyam Kumar, Dewan Sharar, Ramesh, S.N. Banerjee, Master Romi, Peace Kanwal, A.L. Ramesh, Agha Miraz, Miss Firoza
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *