Raat aaye toh chain na rahein
Ke hamein pyaar karo – (2)
Saans aaye toh jaan kyun jale
Ke hamein pyaar karo – (2)
(Kya hai dil mein kaise kahein
Tanaha bhi hun kaise rahein) – (2)
Kehate armaan pyaase
Ke hamein pyaar karo – (2)
Raat aaye toh
Aaja kar le ishq gunaah, jaane dil ya jaane khuda – (2)
Khud se hain hum haare
Ke hamein pyaar karo – (2)
Raat aaye toh chain na rahein
Ke hamein pyaar karo – (2)
Pyaar karo, ke hamein pyaar karo
Haan hamein pyaar karo
| Movie | Three - Love Lies Betrayal |
| Singer | Nandini Srikar |
| Music Composer | Chirantan Bhatt |
| Lyricist | Hamza Faruqui, Sagar, Shakeel Azmi |