Kaunsi Baat Hai Duniya Mein Lyrics | Yalgaar | Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy | Channi Singh

Kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj

Hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj

Kaun si baat hai

Yun to kahti hai ye duniyaa ke mohabbat hai khudaa

Phir bhi ilzaamemohabbat pe hi deti hai sazaa
Begunaah ko jo sazaa de vo adaalat hai samaaj
Begunaah ko jo sazaa de vo adaalat hai samaaj
Hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
Hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
Kaun si baat hai

Agar insaan ki sahulat ko bani hain rasmen

Kyun mohabbat kaa galaa ghont rahi hain rasmen
Mel khaataa nahin rasmon se mohabbat ka mizaaj
Mel khaataa nahin rasmon se mohabbat ka mizaaj
Hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
Hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
Kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj
Kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj
Hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
Kaun si baat hai

MovieYalgaar
SingerUdit Narayan, Kavita Krishnamurthy
DirectorFeroz Khan
Music ComposerChanni Singh
LyricistSudhakar Sharma
Star CastFeroz Khan, Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Kabir Bedi, Mukesh Khanna, Mohan Bhandari, Nagma, Deepti Naval, Neena Gupta, Maya Alagh, Vishwajeet Pradhan, Vicky Arora, Manjeet Kullar, Pramod Moutho, Rana Jung Bahadur, Deep Dhillon, Naresh Suri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *