Kaun Mai, Ha Tum, Bus Tum, O Ho Lyrics | Ajnabee (2001) | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anu Malik

(Ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai -2
Dekho naa tumse dur jakar tumhare pas aate hai
Kaun mai, ha tum, bus tum, o ho) – (2)
Thodi si masti, thoda nasha hai, kaise batau iss dil me kya hai
Koyi ada se bijali giraye, koyi najar se jadu chalaye
Jana maine jana hai, too mera diwana hai
Koyi anjana hai, koyi pareshan hai
Kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
Ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai -2
Dekho naa tumse dur jakar tumhare pas aate hai
Kaun mai, ha tum, bus tum, o ho

Ho yeh husn tera katil bada hai, sara jamana iss pe fida hai
Karne lagi hai rut beyimani, bachke hai rehna hamko diwani
Dekho ankho ankho me, aisi mulakato me
Lute koyi bato me, dekhe koyi pyar se
Kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
Ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai -2
Dekho naa tumse dur jakar tumhare pas aate hai
Kaun mai, ha tum, bus tum, o ho

MovieAjnabee (2001)
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
Music ComposerAnu Malik
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *