Kaun Jane Har Bahane Kyo Mera Dil Laga Muskurane Lyrics | Do Bhai | Mukesh, Asha Bhosle | Hitesh Sonik

Kaun Jane Har Bahane Kyo Mera Dil Laga Muskurane Lyrics | Do Bhai | Mukesh, Asha Bhosle | Hitesh Sonik

Kaun jane har bahane
Kyu mere dil laga muskurane
Kaun jane har bahane
Kyu mere dil laga muskurane kaun jane

Chandani kyu satane lagi hai
Kyu hasi lab pe aane lagi hai
Kyu najar hai jhuki sans kyu hai ruki
Jan dagmagane lagi dil me chupke chupke se
Chede ye rangin tarane kaun jane har bahane
Kyu mere dil laga muskurane kaun jane

Hai hawa me asar ragini ka
Dil dhadkata hai shayad kisi ka
Wo nashili najar jag uthi hai idhar
Cha gaya kyu shama bekhudi ka
Kuch sawar ke kuch bihkar ke
Jane dil ne kahe sab fasane
Kaun jane har bahane
Kyu mere dil laga muskurane kaun jane

MovieDo Bhai
SingerMukesh, Asha Bhosle
DirectorVishram Bedekar
Music ComposerHitesh Sonik
LyricistJan Nisar Akhtar
Star CastOm Parkesh, Durga Khote, Sulochana, Anil Kumar, Daisy Irani, Abhi, Shakila

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *