Katthai aankhon wali ek ladki
Ek hi baat par bigadti hai
Katthai aankhon wali ek ladki
Ek hi baat par bigadti hai
Tum mujhe kyon nahin miley pehle
Roz keh kar mujhse ladti hai
Katthai aankhon wali ek ladki
Ek hi baat par bigadti hai
Tum mujhe kyoon nahin miley pehle
Roz keh kar mujhse ladti hai
Katthai aankhon wali ek ladki
Mm hmm hmm hmm
Aye hey hey hey
La la la la la
Mm hmm hmm hmm hmm…
Mujhko tumse pyaar nahi hai
Rooth ke mujhse kehti hai
Lekin har kagaz par
Mera naam woh likhti rehti hai
Main bhi uska deewana hoon
Kaise usko samjhaoon
Main bhi uska deewana hoon
Kaise usko samjhaoon
Mujhse milna chod de woh to
Main ek din mar jaoon
Mm hmm hmm hmm
Katthai aankhoon wali ek ladki
Ek hi baat par bigadti hai
Tum mujhe kyoon nahin miley pehle
Roz keh kar mujhse ladti hai
Katthai aankhoon wali ek ladki
Mm hmm hmm hmm
Aye hey hey hey
La la la la la
Mm hmm hmm hmm hmm…
| Movie | Duplicate |
| Singer | Kumar Sanu |
| Director | Mahesh Bhatt |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Sonali Bendre, Farida Jalal |
| Label | Saregama |

