Karu Gori Poojan Main To Tan Man Se Lyrics | Veer Arjun | Asha Bhosle | Avinash Vyas

Karu Gori Poojan Main To Tan Man Se Lyrics | Veer Arjun | Asha Bhosle | Avinash Vyas

Karun gouri pujan main to tan man se
Mere bhag suhag ki laj rahe
Sansar saraj sartaj rahe
Karun gouri pujan main to tan man se
Mere bhag suhag ki laj rahe
Sansar saraj sartaj rahe

Meri chunari mein meri chunari mein chanda chamkata rahe
Meri chunari mein chanda chamkata rahe
Meri bindiya mein suraj damkata rahe
Meri bindiya mein suraj damkata rahe
Mere sajan ka tribhuvan mein raaj rahe
Karun gouri pujan main to tan man se
Mere bhag suhag ki laj rahe
Sansar saraj sartaj rahe

Mere naihar ki fulvaar fule fale
Mere naihar ki fulvaar fule fale
Sasural mein deep akhand jale
Sasural mein deep akhand jale
Ambe itna vardan mile
Jug jug mare nath ka sath rahe
Karun gouri pujan main to tan man se
Mere bhag suhag ki laj rahe
Sansar saraj sartaj rahe
Karun gouri pujan main to tan man se
Mere bhag suhag ki laj rahe
Sansar saraj sartaj rahe

MovieVeer Arjun
SingerAsha Bhosle
DirectorRamchandra Thakur
Music ComposerAvinash Vyas
LyricistPandit Indra
Star CastTrilok Kapoor, Nirupa Roy, Dulari Mahipal, Suryakant, Vasant Rao, Tiwari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *