Karmah Lyrics | Karmah | Punkh | Punkh

Karmah Lyrics | Karmah | Punkh | Punkh

Jina yaha marna yaha ye kaisa khel hai
Jaisa kare vaisa bhare ye kaisa mel hai
Ye jindagi teri meri kismat ka khel hai
Har pap aur har punya ka ye kaisa mel hai
Karma kya tera karma

Koi raja hai koi seth hai koi bhukhe pet hai
Koi mahir hai koi kafir hai
Hum sab musafir hai
Ye jindagi teri meri kismat ka khel hai
Har pap aur har punya ka ye kaisa mel hai
Karma kya tera karma

Apne karmo ki ye jindagi kya saja hai
Apne karmo ki ye jindagi kya saja hai
Apne karmo ki ye jindagi kya saja hai
Karma kya tera karma
Karma karma

MovieKarmah
SingerPunkh
Music ComposerPunkh
LyricistPunkh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *