Karke Majbur Kahan Laayi Hai Taqdir Lyrics | Sheeshe Ki Deewar | Shankar Dasgupta | Shankar Dasgupta

Karke Majbur Kahan Laayi Hai Taqdir Lyrics | Sheeshe Ki Deewar | Shankar Dasgupta | Shankar Dasgupta

Karke majbur kaha layi hai taqdeer mujhe
Ya to hai raste bana daala hai taqdeer mujhe

Taqdeer ne yu barbaad kiya
Hum sara fasana bhul gaye
Dil khun ke aansu rone laga
Khushiyo ka tarana bhul gaye
Taqdeer ne yu

Jeene ka sahara koi nahi
Duniya me humara koi nahi
Jeene ka sahara koi nahi
Duniya me humara koi nahi
Kuch kho baithe kuch haar gaye
Hasne ka bahana bhul gaye
Taqdeer ne yu barbaad kiya
Hum sara fasana bhul gaye
Taqdeer ne yu

Ummed nahi koi aas nahi
Tute huye dil me aas nahi
Ummed nahi koi aas nahi
Tute huye dil me aas nahi
Hasrat ko tamanna takti hai
Hum apna begana bhul gaye
Taqdeer ne yu barbaad kiya
Hum sara fasana bhul gaye
Dil khun ke aansu rone laga
Khushiyo ka tarana bhul gaye
Taqdeer ne yu

MovieSheeshe Ki Deewar
SingerShankar Dasgupta
DirectorManmohan Sabir
Music ComposerShankar Dasgupta
LyricistManmohan Sabir
Star CastPran, Beena, Rashid, Cuckoo, Sulochana, Man Mohan, Shammi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *