Kam Nahi Kisi Se Aj Ki Ladkiya Lyrics | Zameer | Kavita Krishnamurthy | Jatin Lalit

Kam Nahi Kisi Se Aj Ki Ladkiya Lyrics | Zameer | Kavita Krishnamurthy | Jatin Lalit

Kam nahi kisi se aaj ki ladkiya
Dhadkano me jaagi nayi betabiya
Kam nahi kisi se aaj ki ladkiya
Dhadkano me jaagi nayi betabiya
Hamsa awara hasi dekho na koi yaha
Aage ham chale
Piche hai sara jaha

Bikhri si julfe
Ankho pe chasma
Ham kudrat ka ek krishma
Naya naya andaz hai nayi nayi madhosiya sokhiya
Hamsa awara hasi dekho na koi yaha
Aage ham chale
Piche hai sara jaha

Aisa mila na koi bhi ladka
Dekhke jisko dil mera dhadka
Aise mujhe tadpayega bachke wo kaha jayega aayega
Hamsa aawara hasi dekho na koi yaha
Aage ham chale
Piche hai sara jaha
Kam nahi kisi se aaj ki ladkiya
Dhadkano me jaagi nayi betabiya
Hamsa awara hasi dekho na koi yaha
Aage ham chale
Piche hai sara jaha

MovieZameer
SingerKavita Krishnamurthy
DirectorKamal
Music ComposerJatin Lalit
LyricistSameer
Star CastAmisha Patel, Mahima Choudhary, Shakti Kapoor, Alok Nath, Kulbhushan Kharbanda, Vivek Shauq, Dinesh Hingoo, Supriya Karnik

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *