Kal Raat Tumhare Honto Lyrics | Cry For You (Rahat Fateh Ali Khan) | Rahat Fateh Ali Khan

Kal Raat Tumhare Honto Lyrics | Cry For You (Rahat Fateh Ali Khan) | Rahat Fateh Ali Khan

Kal raat tumhare hontho ki
Tasveer banayi aankho ne
Kal raat tumhare hontho ki
Tasveer banayi aankho ne
Phir halka halka rang bhara
Phir halka halka rang bhara
In mahki mahki saanso ne
Kal raat tumhare hontho ki
Tasveer banayi aankho ne
Phir halka halka rang bhara
Ha phir halka halka rang bhara
In mahki mahki saanso ne
Kal raat tumhare hontho ki
Tasveer banayi aankho ne
Kal raat

Ye julfe teri lahrayi hai
Ya kaali ghataye chhayi hai
Ye julfe teri lahrayi hai
Ya kaali ghataye chhayi hai
Ya kaali ghataye chhayi hai
Sau baar tumhare kadmo ko
Chuma hai machalti raaho ne
Kal raat tumhare hontho ki
Tasveer banayi aankho ne
Kal raat

Hai aur bhi is duniya me hasi
Par tujh jaisa koi aur nahi
Hai aur bhi is duniya me hasi
Par tujh jaisa koi aur nahi
Par tujh jaisa koi aur nahi
Na jane kya dekha tujhme
Meri betaab nigaho ne
Kal raat tumhare hontho ki
Tasveer banayi aankho ne
Kal raat

Jo phul khila tha is dil me
Wo mahak utha hai mehfil me
Jo phul khila tha is dil me
Wo mahak utha hai mehfil me
Wo mahak utha hai mehfil me
Har baar tumhara naam liya
Dil ki benaam sada ne
Kal raat tumhare hontho ki
Tasveer banayi aankho ne
Phir halka halka rang bhara
Ha phir halka halka rang bhara
In mahki mahki saanso ne
Kal raat tumhare hontho ki
Tasveer banayi aankho n
Kal raat tumhare hontho ki
Tasveer banayi aankho ne
Kal raat

MovieCry For You (Rahat Fateh Ali Khan)
SingerRahat Fateh Ali Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *