Kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi
Kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi
Uljhi zulf meri o meri kismat sawar gayi
Kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi
Kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi
Chori se aa chupke se
Chori se aa chuke se
Wo koi ayaa dil pe chaya banke saya
Lagta hai umra saari pal mein guzar gayi
Kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi
Kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi
Saajan ke aa chhune se
Saajan ke aa chhune se
Kuch na pucho ae baharon ae nazaaron
Ghabra ke darr gayi main sharma ke mar gayi
Kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi
Uljhi zulf meri o meri kismat sawar gayi
Kaisi thi wo nazar jo
| Movie | Do Waqt Ki Roti |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Satpal |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Feroz Khan, Sanjeev Kumar, Reena Roy, Amjad Khan, Nirupa Roy, Bharat Bhushan, Padma Chavan, Sunil Dhawan, Jagdeep, Kamal Kapoor, Shakti Kapoor, Moolchand, Jadish Raj, Ranjeet, Asha Sachdev, Johny Whiskey |

