Kaisi Divaanagi Hai, O Tujh Par Gagan Se Lyrics | Chalte Chalte | Pinky, Preeti, Sukhwinder Singh | Aadesh Shrivastava

Kaisi Divaanagi Hai, O Tujh Par Gagan Se Lyrics | Chalte Chalte | Pinky, Preeti, Sukhwinder Singh | Aadesh Shrivastava

Kaisi divanagi hai sab kuchh koi bhula ke
Nekala hai ghar jala ke kaisi divanagi hai

O tujh par gagan se barsi agan kyun hai
Paya chaman se kanto ka ban kyun hai
O tujh par gagan se barsi agan kyun hai
Paya chaman se kanto ka ban kyun hai
Kya hai ulajhan hara kyun
Man thaka hai kyun tan re
Sab tut gaya sab chhut gaya koi lut gaya jaise
Koi chhod gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
Sab tut gaya sab chhut gaya
Sab tut gaya sab chhut gaya koi lut gaya jaise
Koi chhod gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
O tujh par gagan se barsi agan kyun hai
Paya chaman se kanto ka ban kyun hai

Ho pyasi havaein jalti
Dishae reti ki hai sari ghataen
O ret jo barse to ye man tarse
Laut ke jaen kaise idhar se
Ab jao jidhar dekhoge udhar sunsan nagar sare
Dil bigad gae baag ujad gae desh ukhad gae sare
Ab jao jidhar dekhoge udhar
Ab jao jidhar dekhoge udhar sunsan nagar sare
Dil bigad gae baag ujad gae desh ukhad gae sare
Ho o tujh par gagan se barsi agan kyun hai
Paya chaman se kanto ka ban kyun hai
Kaisi divangi hai sab kuchh koi bhula ke
Nekala hai ghar jala kaisi divanagi hai re

Jina sitam hai ummid kam hai
Bas ek dil hai aur itna gam hai
Kali hai rate kadvi hai bate
Dil kha raha hai mato pe mate
Ab yahan-vahan tu jae jahan vo pyar kahan pyar
Vo apno ka vo sapno ka sansar kahan pyar
Ab yahan-vahan tu jae jahan
Ab yahan-vahan tu jae jahan vo pyar kahan pyare
Vo apno ka vo sapno ka sansar kahan pyare
Ho tujh par gagan se barsi agan kyun hai
Paya chaman se kanto ka ban kyun hai
Kya hai ulajhan hara kyun man
Jhuka hai kyun tan re
Sab tut gaya sab chhut gaya koi lut gaya jaise
Koi chhod gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
Sab tut gaya sab chhut gaya
Sab tut gaya sab chhut gaya koi lut gaya jaise
Koi chhod gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise

MovieChalte Chalte
SingerPinky, Preeti, Sukhwinder Singh
DirectorAziz Mirza
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistJaved Akhtar
Star CastShahrukh Khan, Rani Mukherjee, Jas Arora, Satish Shah, Lilette Dubey, Johny Lever, Vishwajeet Pradhan, Suresh Bhagwat, Dinyar Tirandaz, Rajeev Varma, Jay Shree T, Suresh Menon, Masood Akhtar, Gagan Gupta, Sushmita Daan, Arun Singh, Akhtar Nawaz, Kamini Kh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *