Kaise Tum Bin Lyrics  | Gumashta | Murad, Nigar Sultana | Lata Mangeshkar | Datta Korgaonkar

Kaise Tum Bin Lyrics | Gumashta | Murad, Nigar Sultana | Lata Mangeshkar | Datta Korgaonkar

Kaise tum bin kategi umariya
Umariya are o
Kaise tum bin kategi umariya
Umariya are o
Mohe itna bata
Mohe itna bata do sawariya
Sawariya are o
Kaise tum bin kategi umariya

Apni aankho mein
Kisko basaye huye
Mujhse jate ho aankhe
Churaye huye
Mujhse jate ho aankhe
Churaye huye
Kaun bairan se
Kaun bairan se lagi nazariya
Nazariya are o
Kaise tum bin kategi umariya

Sare wade tum
Apne bhula ke chale
O has ke dil le liya
Phir rula ke chale
Rula ke chale yu ujado na
Yu ujado na man ki nagariya
Nagariya are o
Kaise tum bin kategi umariya

Mera jivan sazakar na jao piya
Mere man ko basakar na jao
Man ke raja na
Man ke raja na luto nagariya
Nagariya are o
Kaise tum bin kategi umariya
Umariya are o
Mohe itna bata
Mohe itna bata do sawariya
Sawariya are o
Kaise tum bin kategi umariya.

MovieGumashta
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerDatta Korgaonkar
LyricistWaheed Qureshi
Star CastMurad, Nigar Sultana, Kuldip Kaur, Tabassum, Tiwari, Balam
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *