Kaise Kahu Lyrics | Mohabbat Ho Gayi Hai Tumse | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Sanjeev Darshan

Kaise Kahu Lyrics | Mohabbat Ho Gayi Hai Tumse | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Sanjeev Darshan

Kaise kahu kaise kahu ke tum mere kya ho
Kaise kahu ke tum mere kya ho
Jaane ye bas mera dil jaane ye bas mera dil
Jaane ye bas mera dil jaane ye bas mera dil

Parvat ghata se kehta hai kya
Ambar ko ambar ko dharti ne di hai kya sada
Ho khamoshiyo ki har daasta
Meri najar se puchho jara ho
Alfaaj milna hai mushkil
Kaise kahu ke tum mere kya ho
Jaane ye bas mera dil jaane ye bas mera dil
Jaane ye bas mera dil jaane ye bas mera dil

Chume hawaye phulo ke tan
Dekha hai kisne unka milan
Waade kare naa khaye kasam
Apni hi dhun mein hai pyar magan ha
Rasta naa koi hai manjil
Kaise kahu kaise kahu
Ke tum mere kya ho
Kaise kahu ke tum mere kya ho
Jaane ye bas mera dil jaane ye bas mera dil
Jaane ye bas mera dil jaane ye bas mera dil

MovieMohabbat Ho Gayi Hai Tumse
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorRishi Talwar
Music ComposerSanjeev Darshan
LyricistSameer
Star CastSanjay Dutt, Chandrachur Singh, Shamita Shetty, Anupama Varma, Tinu Anand, Anju Mahendroo, Alok Nath, Puru Raaj Kumar, Dinesh Lamba, Vrajesh Hirjee, Rajeev Varma, Rekha Rao, Vishwajeet Pradhan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *