Kaise ho pagal jaise ye badal
Kahta kya kajal jo gati payal
Kaise ho pagal jaise ye badal
Kahta kya kajal jo gati payal
Manva deewana mausam mastana
Pyar anjana meet pehchana
Manva deewana mausam mastana
Pyar anjana meet pehchana
Ye phool tapka jo hira man ka
Balo me bhatka palko pe atka
Vasanti aaghosh aalam bhara behosh
Aa mere madhosh ho jaayen khamosh
Ho jaayen khamosh ho jaayen khamosh
| Movie | Chashme Baddoor |
| Singer | Rajkamal, Haimanti Shukla |
| Director | Sai Paranjpe |
| Music Composer | Rajkamal |
| Lyricist | Indu Jain |
| Star Cast | Farooq Sheikh, Deepti Naval, Ravi Baswani, Rakesh Bedi, Saeed Jaffrey, Amitabh Bachchan, Rekha, Leela Mishra, Vinod Nagpal, Vinod Doshi, Ranjan Grewal |

