(Kaho kaha chale jahan tum ley chalo
Phir bhee manjil kaha, jaha hamse milo) – (2)
(Pyar kaa safar toh divana aa aa aa………
Khabar nahee (kaha liye jaye mastana -2)) – (2)
Mod aaye jahan wahan milke chalo
Phir bhee manjil kaha, jaha hamse milo
Kash ghata jara barase hu hu hu……..
Lipat raha (sajan se jee bharake -2)
Kash ghata jara barase ae hey hey hey…..
Lipat raha (sajan se jee bharake -2)
Rang uthe sama aaj aise milo
Phir bhee manjil kaha, jaha hamse milo
Barakha kee dekho rang raliya la la la……….
Bunde nahee (tumpe luta rahee kaliya -2)
Dil toh kahe janey jaa ae hey hey hey
Ruk jaa yahee (aage kahee nahee jana -2)
Yahee dil me baso, yahee dil me khilo
Phir bhee manjil kaha, jaha hamse milo
| Movie | Bulandi (1980) |
| Singer | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |