Kahi Karta Hoga Woh Mera Intejar Lyrics | Hai Dil Deewana – Anamika | Anamika

Kahi karta hoga woh mera intejar
Isaki tammanna me phirti hu bekarar

Arman hai koyi pass aaye inn hatho me woh hath laye
Phir khwabo ki ghata chhaye barse fuvar

Phir unhi din rato se matwali mulakato se
Ulfat bhari bato se ham ho ke nishar
Kahi karta hoga woh mera intejar

MovieHai Dil Deewana - Anamika
SingerAnamika

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *