Kahi Door Jab Din Dhal Jaaye Lyrics | O Majhi Re (Album)

Kahi Door Jab Din Dhal Jaaye Lyrics | O Majhi Re (Album)

Kahin door jab din dhal jaye
Saanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Kahin door jab din dhal jaye
Saanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Mere khayaalon ke aangan mein
Koi sapno ke deep jalaaye
Deep jalaaye
Kahin door jab din dhal jaye
Saanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye

Kabhi yu hi
Jab huyi bojhal saanse
Bhar aayi baithe baithe
Jab yu hi aankhe
Kabhi yu hi
Jab huyi bojhal saanse
Bhar aayi baithe baithe
Jab yu hi aankhe
Tab hi machal ke
Pyaar se chal ke
Chhuye koyi mujhe par
Najar na aaye
Najar na aaye
Kahin door jab din dhal jaye
Saanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye

Dil jaane mere
Saare bhed ye gahre
Ho gaye kaise mere
Sapne sunhare
Dil jaane mere
Saare bhed ye gahre
Ho gaye kaise mere
Sapne sunhare
Ye mere sapne
Yahi to hain apne
Mujhse juda na honge
Inke ye saaye
Inke ye saaye
Kahin door jab din dhal jaye
Saanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye

MovieO Majhi Re (Album)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *