Kahi Bin Aag Jale Na Parwana Lyrics | Baghi | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Kahi Bin Aag Jale Na Parwana Lyrics | Baghi | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Kahin bin aag jale na parwana
Kahin bin aag jale na parwana
Jane na diwana diwana diwana
Lagi ko bujhana bujhana bujhana
Kahin bin aag jale na parwana
Kahin bin aag jale na parwana

Mile jo nigahe machal gaye lakho
Isi thandi aag me jal gaye lakho
Mile jo nigahe machal gaye lakho
Isi thandi aag me jal gaye lakho
Bhigi bhigi raate nazara hai suhana
Nazara hai suhana
Nazara hai suhana
Kahin bin aag jale na parwana
Kahin bin aag jale na parwana

Bach ke sambhal ki jawani hai diwani
Samjho to ye hai bas uski kahani
Bach ke sambhal ki jawani hai diwani
Samjho to ye hai bas uski kahani
Marne ka arma ye jeene ka zamana
Ye jeene ka zamana
Ye jeene ka zamana
Kahin bin aag jale na parwana
Kahin bin aag jale na parwana
Jane na diwana diwana diwana
Lagi ko bujhana bujhana bujhana
Kahin bin aag jale na parwana
Kahin bin aag jale na parwana

MovieBaghi
SingerLata Mangeshkar
DirectorAnant Thakur
Music ComposerMadan Mohan
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastRanjan, Naseem Banoo, Pran, Shammi, Mukri, Anwar Hussan, B M Vyas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *