Kahate Hain Mujhase Ishk Ka Afsana Chahiye Lyrics | Enchanting Hour | Ghulam Ali | Ghulam Ali

Kahate hain mujhase ishk ka afsana chahiye
Rusvayee ho gayee tumhe sharmana chahiye

Kuddar itanee fitarate rindana chahiye
Sakee yeh kud kahe tujhe paimana chahiye

Aasheek bagair husno jawanee fujul hai
Jab shamma jal gayee hai toh parwana chahiye

Aankho me dam ruka hai kisee ke liye jurur
Warna marije hijrr ko mar jana chahiye

Wada tha unake rat ke aane ka ai kamar
Abb chand chhup gaya unhe aa jana chahiye

MovieEnchanting Hour
SingerGhulam Ali
Music ComposerGhulam Ali

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *